Share

cover art for Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood

Season 1, Ep. 6

Masail Ka Hal | 6th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast



(0:00) Biwi ko kaha main tujhe azad karta hoon, is ka hukm?

(17:22) Kya laal mirch se nazar utaar sakte hain?

(19:00) Makkah mein mahram mojood ho to tanha umrah kar sakte hain?

(20:18) Munh bole bhai se parda ka hukm?

(21:39) Biwi ke sone par shohar ka kitna haq hai?

(24:05) Umrah mein chehre ka parda kaise karein?

(26:09) Kis umar ke ladke se parda karna farz hai?

(27:50) Ladki ke nikah ke liye wali ki shart?

(29:23) Easy paisay ke karobar ka hukm?

(30:05) Qarz daar par zakat farz hai ya nahi?

(31:04) Kis umar ka bacha masjid ja sakta hai?

(35:19) Ek latifa

(35:48) Paisay jama kar ke sports karne ka hukm?

(41:03) Qabar par phool ki chadar chadhana ya agar bhatti jalana?

(42:42) Qisto par mehenge daam mobile ki khareed o farokht ka hukm?

(44:07) Kya paint shirt pehnna gunah hai?

(50:06) Sharab walay glass mein pani peenay ka hukm?

(51:34) Allah ke namon par bachay ka nam rakhna?

(52:03) Kya Allah miyan kehna jaiz hai?

(52:17) Kya Islam ne aurat ko be sahara chhoda hai?

(58:24) Kya rangin burqa pehn sakte hain?

(59:52) Rozay ke doran haiz aa jaye to kya karein?

(1:02:03) Walid ki kamaai haram ho to us ki beti se nikah kar sakte hain?

(1:03:25) Bacha doodh ki ultee kar de to paak hai ya na-paak?

(1:03:50) Ishare se sajdah karein to haath kahan rakhein?

(1:04:19) Kya khawateen ke liye azaan ka intezar karna zaroori hai?

(1:08:10) Hajj aur Umrah ke baad khajoor aur tasbeeh baantne ka rawaj kaisa hai?

More episodes

View all episodes

  • 19. Masail Ka Hal | 19th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    34:33
    Masail Ka Hal | 19th Session | Ask Mufti Tariq Masood(00:20) Cigarette peenay ka hukm?(00:48) Walidain ki kisi se larai ho to kya aulaad bhi dushmani rakhe?(02:08) Kya Quran ka tarjuma baghair wuzu chho sakty hain?(02:49) Agar rukooat nikal jaaye to sana kaise parhein?(03:44) Kandhay par rumal rakhne ka sharai hukm?(05:22) Kya ayyam-e-haiz ke kapray naapaak hote hain?(08:50) Cricketer ka century bana kar ground mein sajdah karna?(09:56) Kya doosri biwi ko pehli biwi ka batana zaroori hai?(12:27) Quran Shareef home tuition parha kar ujrat lena?(13:34) Mazaar par aurton ke raqs ka hukm?(14:55) Alfaz bure na hon to kya gaana ga sakte hain?(15:52) Imam ka wuzu toot jaaye to namaz kaise mukammal karein?(17:13) Naat mein ya Muhammad parhna kaisa hai?(18:04) Kya miswak paas hone se accident nahi hota?(19:26) Beroon mulk walay biwi aur walidain ke haqooq kaise ada karein?(21:54) Kya amal ki kamaai halal hai?(23:51) Walid soodi bank mein hon to unki beti ko rishta bhejna?(24:41) Dusre nikah mein kaun si shart laga sakte hain?(27:11) Kya talaq ki farzi dastawez se talaq ho jaati hai?(33:13) Azan ke baad ki sahi dua kya hai?(33:44) Kya sadqa ke baad koi khaas niyat kar sakte hain?(34:09) Aurat ka sar ke peechle baal samne transplant karna?
  • 18. Masail Ka Hal | 18th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    30:26
    Masail Ka Hal | 18th Session | Ask Mufti Tariq Masood
  • 17. Masail Ka Hal | 17th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    41:35
    Masail Ka Hal | 17th Session | Ask Mufti Tariq Masood
  • 16. Masail Ka Hal | 16th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    21:02
    Masail Ka Hal | 16th Session | Ask Mufti Tariq Masood
  • 15. Masail Ka Hal | 15th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    45:41
    Masail Ka Hal | 15th Session | Ask Mufti Tariq Masood
  • 14. Masail Ka Hal | 14th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    01:15:38
    Masail Ka Hal | 14th Session | Ask Mufti Tariq Masood(10:00) Quran khani ka masla.(30:00) Jamiyatur Rashid Halal Foundation.(35:00) Prank video.(41:50) Mutual fund.(47:20) Rozo ka fidya dena.(56:30) Hazrat ki halat mein Quran ki ayat se dum dua karna.(57:40) Mardon ke baalon ka masla.
  • 13. Masail Ka Hal | 13th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    32:23
    Masail Ka Hal | 13th Session | Ask Mufti Tariq Masood(05:47) Saman bechne mein kitna nafa kamana jaiz hai?(19:50) Namaz mein rakat bhool jaaye to kya karein?(18:15) Jo log be hayai ko phelaate hain?(25:42) Khawateen se kis hud tak baat karein?(25:58) Zina ki cheezein haram hain.(25:50) Khawateen se kis hud tak baat karein?
  • 12. Masail Ka Hal | 12th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    37:34
    Masail Ka Hal | 12th Session | Ask Mufti Tariq Masood(06:30) Dari (khat) ke baal kitne katne ki gunjaish hai?(23:23) Bhiwi par haath uthana kaisa hai?(36:46) Zindagi mein bachon mein cheezein takseem karna?(36:40) Bachche ke pishaab se vazu toot'ta hai ya nahi?
  • 11. Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood

    59:08
    Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood(00:03) Pani ki qillat mein wazu aur ghusl ka tareeqa?(01:24) Agar miyan biwi teen talaq ke baad bhi ikathey rahein?(02:58) Teen talaq ke teen hone par mukhtasir dalail?(32:00) Ghair Muslim ko dawat dena dene ka tareeqa?(33:22) Kya topi pahne baghair namaz ho jati hai?(33:37) Mali haq lutaane ka sahi tareeqa?(34:05) Kya sadqa ki raqam se Quran masjid mein rakha sakte hain?(34:57) Khawateen ka bareek libaas pehenna?(35:58) Agar heat wala niqab mushkil ho to muhrim khatoon kya karein?(37:02) Credit card ke paisay se Umrah karne ka hukm?(37:43) Haath paon se mazoor shakhs ke liye wazu ka hukm?(39:05) Ladkon ke liye hair band istemal karne ka hukm?(39:23) Bachay ke pishaab ka shak ho to kapra paak hoga ya na-paak?(40:14) Ruku aur sajdah mein nigah kahan rakhein?(40:30) Kya shohar biwi ko apna sar neem rakhne par majboor kar sakta hai?(42:01) Burhape aadmi par Allah ki rahmat?(42:43) Aamal mehboob amal de to kya hukm hai?(43:40) Kya qasam ke do kaffaray ek shakhs ko de sakte hain?(44:09) Masnooai palkein aur baal lagane ka hukm?(45:13) Kya Quraani ayaat se hajatien poori hoti hain?(47:14) Kya foat shudah auliya Allah insani shakal mein aasakte hain?(48:21) YouTube channel ki kamaai halal hone ke sharait?(50:10) Kya naakhun aur baal kaatna Allah ki takhleeq ko badalna hai?(53:54) Shohar gum ho jaye to biwi ke liye kya hukm hai?(55:33) Bay'at karna kaisa hai aur kis se karna chahiye?(58:30) Naukri aur karobar mein kya behtar hai?

Comments