Share

cover art for Masail Ka Hal - 517th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal - 517th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

โ€ข

(0:00) Intro

(0:02) Aurat zehni dabao mein alag ghar ka mutalba kar sakti hai susral se tang aa kar?

(1:30) Shohar ka biwi ko saheliyon se baat karne se mana karna?

(2:40) Namaz ke dauran hansi aa jaye to?

(4:16) Social media par kisi ki ghalti ki islah ka tareeqa?

(4:53) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi aalim se mashwara kare?

(7:18) Nazr poori karna bhool gaya to?

(7:55) Online kharidari mein cheez kharab niklay to?

(8:19) Kisi ne dil mein hasad mehsoos kiya?

(8:54) Ghusse mein baddua?

(9:19) Masjid mein bachon ko shor par daantna?

(10:13) Namaz mein qibla se kitna inhiraf?

(10:41) Logon ke dar se naiki ki maqbooliyat?

(11:30) Masjid mein baith kar khana khana?

(11:51) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi ko ghar aane de?

(12:08) Agar khud ko toota hua mehsoos karein to?

(12:32) Ehraam mein hambistri?

(13:26) Wife ke sath mamu ki ghair akhlaqi harkat?

(14:27) Walidain ki marzi ki jagah zabardasti shadi?

(16:24) Gas compressor wala khana?

(17:37) Baghair music ke aisa gana sunna?

(18:04) Aisi masjid mein namaz?

(19:00) Zina se kaisay bachain?

(21:40) Meraj mein jannat, dozakh ka tasawur?

(22:34) Kutta palna?

(22:50) Leucorrhoea ka masla?

(23:36) Haram kamane walay ki dawat?

(23:50) Teen talaq ke baad aisa halala?

(29:28) Rukhsati se pehle, nikah ke baad nafaqa?

(29:46) Ahl-e-Bait kaun hain? Qurโ€™an ki is ayat ke mutabiq

(30:37) Teen bachon ki maa Hajj kaisay kare?

(31:10) Elakay ki aisi toham-parasti?

(31:45) Game se paisay kamana?

(33:20) Namaz mein Darood Sharif mein Aal-e-Ibrahim se Yahudi murad hain?

(34:45) Factory mein namaz ki aisi jagah ka hal?

(36:45) Farz namaz ke baad tasbeehat ya sunnatein?

(38:12) Marhoom walid ki namazain?

(38:32) Aisi soorat mein 7 saal ki mangni todna?

(40:17) Baghair darhi walay imam ke peeche namaz?

(40:51) Saudi Arab mein visa business?

(41:03) Side ki maang nikalna?


To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

More episodes

View all episodes

  • Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    41:48|
    (0:00) Intro(0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to?(1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to?(2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga?(3:05) Mobile par fohash ads ka gunah?(3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi?(4:17) Namaz mein rona aa jaye to?(4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to?(6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to?(6:54) Walidain agar shadi ke mamlay mein dabao daalein to?(8:05) Shohar agar biwi ko har baat mein talaq se daraye to?(10:28) Dil mein maani hui nazr poori karna?(10:39) Aurat agar iddat mein tanha mehsoos kare to kis hadd tak ghar se bahar nikal sakti hai?(11:15) Jaldi mein namaz chhorna?(12:05) Masjid mein chanda mangna?(15:32) Rishwat ke baghair kaam?(16:37) Bewa aurat kab dobara nikah kar sakti hai?(16:45) Shohar har baat mein maa ki sunay to?(17:47) Wazu ke dauran baatein karna?(18:13) Office mein waqt zaya karne se tankhah ka hukum?(19:32) Aurat ka baghair dupatte ghar mein namaz parhna?(19:58) Ghusse mein Allah se shikwa karna kufr hai?(20:44) Biwi agar shohar ki bad-zabani par jawab de to?(22:16) Ghair Muslim ustaz se dunyawi taleem lena?(22:24) Nazr poori karne ka kaffara?(22:45) Namaz mein khayal bar bar doosri taraf jaye to?(22:54) Behen ki virasat dair se dena?(23:40) Qabar par haath utha kar dua mangna?(24:49) Daftar mein na-mehram se hansi mazaq karna?(25:41) Walidain ki nafarmani kab gunah-e-kabira banti hai?(26:10) Khula ke baad dobara nikah mumkin hai?(26:51) Office mein jhoota bahana bana kar chhutti lena?(27:31) Bazurg ke waseelay se dua mangna?(29:13) Talaq ka zuban se taalluq?(29:24) Oonchi heel pehenna?(29:37) Namaz mein hansi rokne se namaz toot jaye gi?(29:58) Iddat mein make-up kyun mana kiya gaya hai?(33:20) Walidain agar aulaad mein farq rakhein?(34:59) Namaz ke baad rakaat mein vehm ka ilaj?(36:18) Qabar pakki banana?(37:02) Aurat ka social media par aana?(37:33) Masjid mein mobile charge karna?(38:34) Ghair Muslim ke liye hidayat ki dua?(38:43) Office mein namaz ki ijazat na ho to?(38:58) Masjid mein dunyawi baatein karna?(39:44) Shohar agar kharcha de lekin izzat na de to?(40:32) Aurat agar susral mein rehte hue apne walidain ki chhup kar madad kare?(40:48) Namaz mein harkat-e-kaseer / qaleel?(41:22) Online courses mubalgha kar ke bechna?
  • Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood

    44:17|
    (0:00) Intro(0:17) Sharab bada gunah hai ya sood?(2:46) Aisi app ka istemal?(3:14) Khandan ya mohabbat โ€” larki kya select kare according to Shariah?(7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to?(7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai?(9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai?(10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga?(11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum?(13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana?(13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi โ€” fitnay ka khauf kaisay khatam karein?(17:03) Game developing mein tasveer banana?(17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare?(32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge?(33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir โ€” walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to?(34:35) Agar ghar walay love marriage ke liye razi na hon to kya karein?(34:49) 23 saal ka rozgar wala naujawan shadi kaisay kare agar apna ghar / gari na ho?(35:53) Female cousin se shadi mein walidain rukawat hon to?(36:40) Gunahon ka ehsas khatam ho jaye to?(38:05) Qasam ka kaffara?(38:33) Samandari badi machhli chhoti machhli ko zinda kha le to uske shikar par chhoti machhli ka fiqh Hanafi mein kya hukum?(39:44) Kya Ghazwa-e-Badr Islam ki pehli jang thi?(39:49) Qaza namazon mein farz aur sunnat ka hukum?(41:51) Zalim hukmaran ke khilaf ulama khamosh kyun?
  • Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    43:26|
    (0:00) Intro(0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana?(2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana?(5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye?(8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain?(12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein?(19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta?(25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to?(28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to?(29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to?(34:08) Ba-asar Pakistani ulama(36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko bachpan ke sadmon ki wajah se shadi aur mardon par trust khatam ho chuka ho) kya kare?
  • Masail Ka Hal - 513th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    39:11|
    (0:00) Intro(0:06) Mobile mein Qurโ€™an parhna?(0:13) Nokri mein haram aamdani ho to?(0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai?(1:36) Taweez pehnana shirk hai?(2:54) Istikhara har kaam se pehle?(3:44) Teen talaq aik sath dena?(6:20) Message par talaq?(6:42) Nabaligh bachay ka nikah?(9:22) Darood Sharif kis waqt parhein?(9:40) Qareebi masjid mein namaz?(10:35) Khwab mein murday dekhna?(10:50) Ghar mein tasveer lagana?(11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai?(12:29) Surma lagana sunnat hai?(13:30) Make-up mein namaz?(14:04) Kafan ka rang safed hona lazmi hai?(14:50) Mayyat ko dua pohanchti hai?(15:17) Marne ke baad rooh wapas aati hai?(15:34) Kya Allah ko dekhna mumkin hai?(15:54) Ghair Muslim ka janaza attend karna?(16:45) Masjid mein zakat dena?(16:48) Juma ki khaas ibadat?(17:22) Surah Fatiha har rakat mein?(17:57) Baghair wazu masjid jana?(18:00) Co-education school mein parhna?(18:43) Ghar mein jamaat kara rahe hon to azan dena?(18:57) Har dua qabool hoti hai?(19:18) Khwab mein Nabi ๏ทบ ko dekhna haqeeqat hota hai?(20:25) Witr 3 rakat ya 1?(21:30) Sagay bhai ko zakat dena?(21:33) Madina janay ka sawab?(22:47) Azan ka jawab dena zaruri hai?(23:17) Pareshani Allah ki aazmaish hai?(23:37) Islam mein depression ka ilaj?(25:41) Pareshani mein rona gunah hai?(26:18) Masjid mein mobile ka istemal?(26:28) Kya duaon se qismat badal sakti hai?(27:13) Maqam-e-Ibrahim par namaz?(27:23) Hijab sirf sar dhankna hai?(27:34) Ghair Muslim ko zakat dena?(27:45) Aurat ka janaza mein jana?(27:54) Rizq mein tangi gunahon ka asar hai?(29:00) Istikhara ka khwab?(29:13) Jannat mein aurat ko duniya wala shohar milega?(29:52) Aurat ka halat-e-nifas mein azan ka jawab dena?(29:59) Aisa wazu theek hai?(30:06) Namaz-e-janaza mein Fatiha sunnat hai?(31:51) Nabeena imam ki imamat?(32:12) Aisi talaq ka hukum?(32:22) Fiqhi masail mein aik imam ko follow karna?(33:24) Rozay ka kaffara?(33:47) Online app par ijab o qabool?(34:18) Kisi ki zameen par zabardasti qabar banana?(34:34) Male doctor se aurat ka ilaj?(34:38) Zohar mein Maghrib ki niyyat kar li to?(34:47) Fasiq ki imamat?(34:59) Dauran-e-tawaf mobile par Qurโ€™an sunna?(35:31) Zakat ka maal masjid ke bathroom mein lagana?(35:53) Azan ke dauran khana peena?(35:56) Aisa shohar zalim hai?(36:11) Nabaligh ki virasat ka hukum?(36:31) Ghair Muslim walidain ke liye dua?(36:35) Jaan boojh kar qaza namazon ki muafi?(37:26) Fiqhi masail mein jamhoor ki raaye ikhtiyar karna lazim hai?(38:01) Mayyat ke kafan ka kapra safed hona lazmi hai?(38:07) Biwi ke ilaj ka kharcha?
  • Masail Ka Hal - 512th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    39:22|
    (0:00) Intro(0:02) Be-aulad khala ki virasat ki taqseem?(0:39) Maโ€™azoor larki ki shadi?(6:29) Lucky draw mein hissa lena?(6:37) Sirf aik ghar sab ki gas apni pressure machine se ghair qanooni le to?(8:46) Kashti walay ka haq dair se ada karna yaad aaye to?(9:07) Walidain aur rishtedaar saadgi se shadi par naraz ho jayein to?(10:00) Agency mein IT ke aisay job contracts ka hukum?(12:09) Tailor ke liye izafi raqam khud rakhna?(12:44) Qadiyani ke kunwain se pani peena?(13:14) Sharab ki aisi jagah namaz?(13:35) Zakat ka masla?(14:20) Family mein shadi ke liye walidain rukawat hon to larki wali ki ijazat ke baghair nikah kar le?(15:31) Shohar se biwi ke taalluqaat sahih hon lekin khwab mein kisi ke sath na-jaiz taalluq dekhein to?(16:26) Unmarried taya ki virasat ki taqseem?(17:03) Pak Army, Air Force, Navy mein jana?(18:51) New Muslim ke liye asaan Urdu masail / hadees ki kitab?(19:56) Kisi ko 5 lakh ki raqam par aisa munafa jaiz hai?(21:18) Masjid mein kursi par baith kar namaz parhna?(23:03) La-ilmi ki wajah se namaz mein Surah Fatiha aisay parhi to?(23:49) Menses ki aakhri hadd agar 10 din hai to ghusl kab karein?(24:51) Buri nazar se toba par muafi?(26:16) Namaz ke har sajde mein taadad taaq hona lazim hai?(27:25) Kirayedar ka aisa ghasab?(28:34) Apne dimagh ko fohash khayalat aur masturbation se kaisay door karein?(31:40) Agar kisi ko 30 din tak bleeding ho to paak kab hogi?(33:22) Business promotion ke liye female influencer?(35:47) Sunnat namaz ki qaza kyun nahi?(37:20) Shohar agar biwi ko akelay Umrah / safar par na le kar jaye to?
  • Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    42:48|
    (0:00) Intro(0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna?(1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein?(3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah?(5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana?(7:32) Namaz mein hansi aa jaye to?(7:55) Spot trading?(8:13) Tobacco / cigarette business?(8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon?(8:52) Virasat ki aisi taqseem?(9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz?(10:10) Duty hours mein tilawat?(10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom?(14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qurโ€™an bechna hai?(15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel?(16:16) Qaza-e-umri?(16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna?(18:41) Aisay shakhs ko zakat dena?(20:23) Attahiyat mein ungli?(20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah?(21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu?(22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz?(22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference?(23:51) Virasat ki taqseem aur qarza?(25:27) Aisi quraโ€™andazi?(25:50) Walidain vs nikah?(26:47) Zakat ki tareekh badal sakti hai?(27:12) Chhup kar nikah?(28:03) โ€œFaryal Gulโ€ naam ka bachi par asar?(28:34) Sutrah ki hadbandi? Namazi ke aagay se guzarna?(29:26) Agar qarz dene wala maaf kar de to?(29:36) Safar mein qasar?(30:45) Butt ke sath li gayi pic social media par share karna?(32:05) Meher mein sona rakhna?(32:30) Dammam, Riyadh ke distance mein qasar namaz?(33:05) Zameen ki milkiyat apne naam karana?(33:50) Jahaiz dene ke baad virasat ka hissa na dena?(35:15) Janazay mein taakhir karna?(36:09) Is baat par iman lana zaruri hai?(36:30) Peshab mein ehtiyat na karne se azaab-e-qabar ke waqia ki haqeeqat?(37:50) Bank account ki online payment ka commission sood hai?(38:49) Aisa sadqa?(39:30) Doosri biwi ke sath aisa sulook?(41:54) Walidain ki zindagi mein aulaad hissa mange to?
  • Masail Ka Hal - 510th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    40:44|
    (0:00) Intro(0:02) Kisi aik fiqh ko follow karna kyun zaruri hai?(9:20) Teen talaq ko aik kehna?(12:10) Automatic washing machine mein napaak kapron ke sath pak dho liye to?(12:59) Imam ki shalwar takhnon se neechay ho to muqtadi ki namaz?(14:22) Automatic washing machine mein napaak kapron ki dhulai?(14:58) Peshab ke qatron ka masla?(16:15) Aisi company mein Juma parhna?(17:00) Kharab danton ki polish?(17:15) Aurat ki kharab sehat ki wajah se pregnancy rokna?(18:21) Doctor banain ya aalim?(19:49) Walida ke maa shareek bhai se parda karna?(21:24) Virasat ka masla?(21:48) Aise school tests ka hukum?(22:30) Agricultural land case?(23:13) Aise hostel mein qasar namaz?(24:08) Aasaib zada shakhs ka nikah na karna?(26:25) Mozon par masah karna?(28:00) Online subscription ki trials ki raqam ka hukum?(29:30) Biwi ko divorce ke haq ka veham?(30:14) Hawa kharij hone par istinja?(30:24) Esai larki se mohabbat ho jaye to nikah ka hukum?(31:44) Na-mehram se business chatting ka hukum?(32:42) Aise alfaaz se talaq?(33:13) Rukhsati se pehle tanseekh-e-nikah karna?(34:45) Sajda-e-sahw kab wajib hota hai?(36:05) Azan ke dauran tilawat?(36:12) 19 saala larki ki shadi mein ghar walay rukawat hon to?(36:50) Jinnat ki haqeeqat aur jinnat nikalne walay molviyon ki haqeeqat?(38:03) 24 saala nabeena berozgar shakhs nikah kaisay kare?(39:41) University projects ke liye group study?
  • Masail Ka Hal - 509th Session | Ask Mufti Tariq Masood ๐Ÿ•Œ

    40:00|
    (0:00) Intro(0:03) Bachay ka jhoot pakra jaye to tarbiyat kaisay karein?(1:12) Arabic mein dua afzal hai ya Urdu mein?(2:48) Mard apni biwi ko make-up na karne de to?(3:58) Hazrat Khizar (AS) ke baare mein ghalat aqeede rakhne se insan kafir ho jata hai?(5:24) Billi ka luaab napaak hai?(6:27) Aurat agar shohar ke rishtedaron se sakht rawayya rakhe to gunahgar hogi?(7:08) Ghalti se kisi ko dukh dene ka kaffara?(7:19) Walidain aulaad ka zabardasti rishta kar sakte hain?(7:41) Bachon ke music toys?(8:20) Shadi se pehle larka larki ki kitni guftagu jaiz hai?(9:46) Mohalle ki masjid ke imam ki ghaltiyon par tanqeed karna?(12:09) Kisi aurat ka naam buland awaaz mein pukarna gunah hai?(12:57) Prize bond?(13:04) Walid agar maa ki raza ke baghair doosri shadi kare?(13:20) Chori ki cheez ka istemal?(13:38) Online cheez mein aib nikal aaye to wapas karna?(13:50) Hansi mazaq mein kisi ki awaaz ki naqal karna?(14:38) Gane ki tarz par naat parhna?(15:11) Khawateen ke liye online business mein mardon se chatting?(15:26) Bachon ke tasveer walay khilone?(17:05) Peeri mureedi shirk hai?(19:00) Kya shohar biwi ko mobile na rakhne ka hukum de sakta hai?(20:55) Kisi ki gheebat sun kar khamosh rehna gunah hai?(21:24) Kya ghar mein Qurโ€™an zor se parhne se shaitan bhaag jata hai?(21:54) Mard ke liye kaan mein bali pehenna?(22:04) Mazaq mein talaq?(22:38) Bachay ki paidaish par meetha bantna sunnat hai?(24:20) Ghar mein ghair Muslim mulazim rakhna?(24:28) Nikah ke waqt haq mehr na rakhne se nikah batil?(25:26) Agar shohar biwi ko rishtedaron se milne se mana kare to?(26:30) Miyan biwi ke darmiyan hone wali baatein doosron ko batana gheebat hai?(26:50) Zehni dabao mein talaq?(27:38) Shak ki bunyad par biwi ka mobile check karna?(27:53) Aurat agar shohar ko deen par lane ke liye sakht jumlay bole to?(28:49) Agar biwi ghar ke kaam kaaj se inkar kare to?(30:37) Shohar agar nashay mein talaq de to?(33:23) Jhagra kar ke maike jane wali biwi ka kharcha kis ke zimmy hai?(34:02) Biwi apni kamai shohar se chhupaye?(35:13) Roze ki halat mein miyan biwi ka hansi mazaq ya haath lagana makrooh hai?(35:28) Biwi agar shohar ke walidain se badtameezi kare to talaq dena?(37:15) Mard ne qasam khai ke biwi ko haath nahi lagaye ga to kaffara?(38:02) Aurat iddat mein ho aur is dauran kisi ne rishta bhej diya to?(38:41) Kya mard ke liye tight kapray pehenna?(38:52) Shohar ki ghalti sab ko batana?