Share

cover art for Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood

Season 1, Ep. 10

Masail Ka Hal | 10th Session | Ask Mufti Tariq Masood



(00:16) Inhaan Financing (Enhance Financing) ki jaiz o na-jaiz surat?

(01:45) Bank ki koi cheez istemal karne ka hukm?

(02:14) Jumma ki pehli azan ke baad karobari masroofiyat jari rakhna?

(03:05) Doctors ko khaas company ki medicine likhne ke liye paisay dena?

(03:59) Shadi ke liye istikhara kaise karein?

(05:46) Kya nikah ke ilawa jinsi khwahish puri karne ka koi alternatif hai?

(06:14) Kya zakat dete waqt zakat ka naam lena zaroori hai?

(06:34) Kya qarzay ke paisay mein zakat ki niyat kar sakte hain?

(07:41) Jannat ka asar door karne ka kya tareeqa hai?

(08:19) Kya zina se peda hone wala bacha waris banega?

(09:05) Haram fees se taleem hasil ki to job ka hukm?

(10:51) Ghodon ki peshani mein khair hone ka matlab?

(11:53) First cousin ki aulad se nikah ka hukm?

(12:16) Janazay ki takbiren nikal jayein to kaise mukammal karein?

(12:52) Mardon ke liye hair removal cream ka istemal karna?

(13:08) Nikah ki pehli raat ke aadaab?

(13:21) Latifa

(13:55) Taweez ganda kar ke shadi karne ka hukm?

(15:13) Jawan ladka hote hue maan ka job karna?

(16:28) Quran Majeed ke nuskha par kuch likhna kaisa hai?

(16:48) Printed tasweeron ko kis had tak mitana zaroori hai?

(18:18) Class mein sab Ayat Sajda wali ayat parhain to kitne sajday wajib honge?

More episodes

View all episodes

Comments