Share

Ask Mufti Tariq Masood Podcast
Ask Mufti Tariq Masood | 416th Session - Masail Ka hal
0:00 Intro
0:03 Meezan Bank mein saving account ka hukam kya hai?
0:23 Do aadmiyon ka ikathay ghusal karna jaiz hai ya nahi?
0:47 Partnership par fasal ugana kya jaiz hai?
1:35 Shadi se pehly larrki ka maazi janna kya sahi hai?
5:26 YouTube video ki TikTok uploading earning ka hukam kya hai?
6:09 Baloch ki shadi Rajpoot mein hona kaisa hai?
7:50 Mannat ke paisay madrasa mein dena jaiz hai?
8:33 BV ki ghalti kaise thik karein?
11:17 Naraz sheikh aur sila-e-rehmi ka hukam kya hai?
13:12 Dajjal ki kitni taqat hogi?
18:49 Tasbih hath mein rakhna jaiz hai ya nahi?
19:26 Job mein ghair Muslim ke sath haath milana/khana khana ka hukam kya hai?
21:00 Ma’azur ki namaz ka hukam kya hai?
23:23 Islamic bank dolat ki gardish ko rokne ka zariya hai ya nahi?
28:35 Zakaat ke paison se ghareeb cousin ki fee dena jaiz hai?
29:25 Zehni bojh, waswason, aur job ka wazifa kya hai?
30:39 Najaiz taaluq ke baad shadi karna sahi hai ya nahi?
32:00 Halat-e-haiz mein humbistri ke ehkam kya hain?
32:19 Waldain se aulad mein na-insafi ka sawal hoga ya nahi?
34:11 Khaabon ki taabir ka center kya hai?
35:47 Bachay ki paidaaish ke 2-3 din baad aurat ki maut shahadat hai ya nahi?
36:50 Nabi ﷺ ko peghambar banane ki waja kya hai?
38:20 Aisi larrki se nikaah ka tariqa kya hai?
39:27 Darzi silai ke baad bachay huye kapre ka kya karein?
40:11 Sajda-e-sehv ka hukam kya hai?
More episodes
View all episodes

Ask Mufti Tariq Masood | 415th Session - Masail Ka hal
34:33|0:00 Intro0:03 Cigarette peene par Biwi ko talaq dena?1:07 Bakri ki joowain nikal kar jala dena?1:38 Different caste ki larki se shadi karna?3:23 Namaz mein Fatiha parhna farz hai?4:01 Masroor Naami shakhs ka shikwa kya karein?4:51 Washroom jaane ki dua bhool jana?5:13 Vlogging ki kamai ka hukam kya hai?6:23 Qayamat ke din farz ki talafi nafal se kaise hoti hai?7:41 Cooking vlog mein badi nazri ho jaaye to kya karein?9:14 Sagi maa ka aulad mein farq rakhna jaiz hai?11:07 Mutual funds mein invest karna halal hai?11:15 Hajj karein ya chhote bhai ki shadi attend karein?13:36 Ulama ki deeni khidmat ke sath tijarat karna kya jaiz hai?15:09 Agar khatoon ke baal chhote hon to bar bar umrah par baal katna kya sahi hai?15:39 Namaz mein khayalat aayen to kya karein?15:56 HBL ke Islami Sharia profit account ka profit halal hai ya nahi?16:29 US company mein mushtaba gosht ki software banana ka hukam kya hai?19:46 Shohar ke namaz na parhne se talaq ka hukam kya hai?20:06 Zaeef hadis kisay kehte hain?20:53 Waldain call par jhoot bolne ka kya karein?21:30 Bank ke IT department mein job karna halal hai ya nahi?22:25 Sharakat ke karobar par profit ka hukam kya hai?22:53 Allah ke siva kisi ki qasam khana jaiz hai ya nahi?23:00 Relation ke baad court marriage karna sahi hai ya nahi?23:29 Ehsan aur farz mein farq kya hai?24:08 Nashay mein 2 talaq ka hukam kya hai?24:38 Sunnat kisay kehte hain?25:13 Qasar namaz ka hukam kya hai?25:49 BV doosri shadi kare to bachay sotaily bap ke paas rakhne ki soorat kya hai?26:39 Kabootar palna kaisa hai aur kya jaiz hai?28:07 Zalim susral walon ka rishtaydari todna kya sahi hai?28:53 Ramzan mein 1 naiki ka sawab 70 ka matlab kya hai?29:38 Shadi mein ghar walay rukawat dein to kya karein?31:03 BV ke sath bahir walk par jana kya jaiz hai?31:48 Do namazain mila kar parhna sahi hai ya nahi?33:42 Shadi ke liye larrke ke ghar walay tayyar na hon to kya karein?
Ask Mufti Tariq Masood | 414th Session - Masail Ka hal
39:17|(0:00) Intro (0:06) Qarzdar ka rishtaydar ki madad krna? (1:03) Imam se Sajda e Sehev chhoot jaaye to muqtadi kiya kry? (1:31) Namaz main aawaz buland ho jaaye to? (1:55) Ana parast shohr ka hal? (3:33) Dauran e nmaz bachy tang krain to akaili aurat kiya kry? (4:39) Saas/susar ko Hajj krany k liye kuch raqam bank se qarz laina? (5:23) BV ko sath na rakhny waly shohr ka hal? (6:07) Barra bhai waldain se bdd tamizi kry to? (7:19) Doosri shadi ki umar? (7:45) Nikaah k baghair mar jain to gunah hoga? (9:19) Hafiz agar susti ki wja se Qur'an bhool jaaye to? (10:44) Ghair Muslim k sath mamlat ka aakhirat main hisab hoga? (11:23) BV ki khahish pr shohr ka naaz nakhry uthana? (13:41) New born k kaan main azan o aqamat ka hadis se saboot? (14:01) Kiya qabron pr lgy adds parrhny se zehen kamzor ho jata hai? (14:39) Chinese main talaq ka hukam? (15:06) 02 beheno ki aik hi din shadi ka nuqsan? (17:31) Khawateen ka imamat krna? (17:55) Wajib qurbaniyon ka 35 sala sadqa ka tariqa? (19:23) Hajj umrah main balon k halq qasar ka masla? (20:00) Hajj e Tamattau main umrah krny pr balon k halq ka kaffara? (21:33) Hajj umrah main shower lainy k baad towel istemal? Aor Sony ki haltain? (22:01) Sakht majboori main ghar k liye bank se qarz laina? (22:47) Kisi k diyay huay tohfy ki tehqeeq krna? (23:25) Tiktok pr Islami content se paisa kmana? (23:37) Waldain ki ijazat se sawal krna? (23:49) Fajar main jamaat k liye jagny ka amal? (25:05) Walid ka Esha ki jamaat k liye pabndi lgana? (26:10) Ehtalam k baad kaprry pehen kr ghusal krna? (26:41) Qur'an k paron k naam kisny rakhy hain? (26:56) Kiya naam ki taseer hoti hai? (27:28) Kiya sirf Muhammad naam rakh skty hain? (29:15) Bachon k rishty k liye marriage bureau jana? (29:31) Dadi ka bachon ki maa pr perwarish k liye zabardasti krna? (31:22) Nikaah se pehly ye alfaaz e talaq? (33:24) Aab e Zam Zam kharry ho kr pina? (33:42) Kiya darrhi katna haram hai? (35:16) Behen k bachy ko zakaat daina? (35:34) Bakri ko bacha dainy pr kiya khilaain? (36:07) Susral walon ny bahu ka zewar apny pas rakha ho to zakaat kaisy dain? (37:07) Walid, baitiyon ko virasat na dy aor ghar bhi na aany dy to? (38:02) Bhng/charas ka business? (38:18) Shopping mall main washroom ka rukh? (38:48) Culture day mnana?
Ask Mufti Tariq Masood | 413th Session - Masail Ka hal
41:01|(0:00) Intro (0:09) Job ki wja se Zohar aor Asar ki jamaat chhorrna? (1:48) Ye jumla "Allah apki namaz/umrah qabul na kry" ka hukam? (2:14) Hand practice se tauba k baad namrdi ka khauf? (3:43) Khaab main darrhi rakhny ki niyyat ka hukam? (4:25) BV ka khula mangna? (6:18) Khala/bhanjy ka rishta? (6:29) WIFI hotspot se gany sunna? (6:55) Cousin ki baiti se nikaah? (7:03) Batakh ki shakal ki jewellery pehenna? (9:32) Aurat ka na mehram k pichhy namaz parrhna? (9:48) Mobile main game k paison ka hukam? (10:08) Nikaah main Nabi ﷺ ko gawah bnana? (11:53) Dost ko PKR udhar raqam ki wapsi Dirham/Riyal ya PKR main hogi? (13:23) Imam ki qira'at ghalat ho to muqtadi ki namaz ka hukam? (13:47) Amal ki niyyat main dikhaway ka hal? (14:41) Larrki ki shadi bohari maslak main krna? (14:48) Hathon/paon pr lgi Vaseline htaye baghair wazu krna? (15:15) Job ki wja se Juma chhorrna? (16:07) 3D animation cartoon bnana kaisa hai? (16:24) Zehni mareez shohr ki di hooi talaq ka hukam? (17:58) Qur'an ki tilawat k dauran hlki/phulki chizain khana? (18:40) Azan farz hai ya sunnat? (19:04) Qaza rozon ki ginti kaisy krain? (19:51) Massy pr se baal katna? (20:06) Teen baitiyon waly ghar main nikaah ka pegham na aana? (21:26) Saali se relation ka nikaah pr asar? (22:18) Praishani azab ya rehmat? (23:06) Insharah naam ka hukam? (23:26) Talaq yafta aurat ka job krna? (26:16) Khoobsurati ki bunyad pr oonchi larrki se nikaah? (27:01) Khanqaah kon chla skta hai? (29:24) Intaqal pr sog ka hukam? (29:47) Isaal e sawab ka wazifa? (30:20) Namaz parrhty huay gunah yad aaty hon to? (31:14) Majboori main sharab pee skty hain? (31:21) Mustaqbil k kamo k liye har mahiny sadqay ki raqam jama krna? (31:45) Yateem larrki se shadi ka hukam? (33:10) Aurat ka baghair mehram k Hajj krna? (33:20) Kabira gunah ki qasam torrny ka kaffara? (33:40) Mobile card main movie downloading ki kmai? (34:13) Fake nikaah ka hukam? (34:54) Makrriyon ko marna kaisa hai? (35:31) Haram mahabbaton ka dhoka? (36:53) Bury shohr k sath rehny pr sabar ka tariqa? (40:12) Tahajjud main jagny ka tariqa?
Ask Mufti Tariq Masood | 412th Session - Masail Ka hal
39:42|(0:00) Intro (0:03) Ghar se bhag kr shadi krny pr maa ki bdduaon se kaisy bachain? (2:50) USA waly Eid chaand k hisab se krain ya Saudia k hisab se? (4:02) Waldain pasand ki shadi main rukawat? (5:42) Waldain pasand ki shadi main rukawat? (9:23) BV k sath khrab taaluqat ko sahih krny ka tariqa? (12:59) Bachpn k 72 taxi walon ka kraya abb kaisy dain? (14:09) Imam Abu Hanifa ra ka follower, raful yadain kr skta hai? (16:31) Apni jgah doosry ko kaam pr lga kr salary se usko kuch commission daina? (17:13) Paishab k qatron ka masla? (18:36) Nikaah ka intazar? (19:15) 30 sala talaq yafta ka 60 sala shadi shuda se nikaah ka mashwara? (20:51) Dolat ka taaluq taqdeer se hai ya mehnat se? (21:53) 02 talaq k baad nikaah ka hukam? (22:04) Online marketing pr detailed video ki fermaish? (23:10) Zabardasti ka nikaah? (24:28) Qiston k karobar k ehkam? (25:07) Jhooty latify sunany ka hukam? (25:58) Paisy hoty huay sirf aik suit pehenna? (29:20) Danton pr braces lgana? (29:36) Khatoon ki qabar k sath na mehram mard ki qabar bnana? (29:48) Kiya cigarette pina haram hai? (31:16) Khany k baad hathon ko ragarna? (31:28) Ilm se faida ka kaisy pta chly ga? (32:10) Bahir masjid ki boring se aam logon ka faida uthana? (32:24) Rasty main giry huay paison ka hukam? (32:42) Eyebrows ko gehra krny k liye rang lgana? (33:49) Khana khaty waqt agar luqma gir jaaye to? (35:05) Nafarman bv ka hal? (36:57) Namaz mushkil lgy to sirf farz parrhna? (38:57) Khaab main train ziada nzr aaye to? (39:29) Doosry ka WIFI istemal krna?
Ask Mufti Tariq Masood | 411th Session - Masail Ka hal
40:39|(0:00) Intro (0:07) Online student talash kr k teacher ko daina? (1:50) Sotaili behen k shohr se nikaah ka hukam? (2:44) DARAZ platform ki cash payment? (5:15) Deen ki khidmat mein lgny pr walidain k shadi/job k ta'anay? (10:45) Bv ka maal hazam krna?/Bv ko pocket money na daina? (14:39) Dukan/mkan kraya pr dainy k nuqsanat? (15:54) Shave krna Allah ki takhleeq ko badalna hai, to ganja hona bhi taghir e khlq hai? (17:31) Ye hadis sab yahudiyon k liye hai? (18:58) Train main namaz ka tariqa? (19:20) Kalma Tayyab main Nabi ﷺ pr darood ka hukam? (19:58) Ghair Muslim ko Qur'an main tabdeeli k saboot ka jawab? (20:52) Pasand ki larrki ka rishta kahin aor ho jaaye to? (21:32) Maghreb k farz ki teesri rakaat main kiya parrhain? (21:53) Menses k rozy/namaz ka hukam? (22:17) Larrki ki ghar walon se na banti ho, alag reh skti hai? (23:50) Gold pr zakaat kiyun hai? (24:43) Aisi masjid main namaz ka hukam jahan chori ki bijli se pani bhra jata ho? (25:40) Delivery boy ki jamaat se namaz main gunjaaish? (26:30) Namaz k baad nijasat ka pta chly to? (26:41) Zani aurat k mahally ko chhorrnay ka hukam? (27:35) Government banned business ki earning ka hukam? (29:07) Beauladi ki wja se doosri shadi? (29:25) Pehli bv k haquq ghasab kr k chhup kr doosri shadi krny waly shohr ka hukam? (30:03) Hand practice se bachny k tariqay? (31:28) Qarzdar k liye zakaat laina kaisa hai? (32:28) Kafar mulk main judge ki nokri halal hai? (33:07) Artificial jewellery main namaz? (33:13) Khawateen ki masjid main namaz ka hukam, ahadis ki roshni main? (35:00) Court k yak tarfa khula k baad aik sath rehna? (37:28) Palestine k liye jazbat ko kaisy qabu krain? Ulama aawaz uthain?
Ask Mufti Tariq Masood | 410th Session - Masail Ka hal
34:00|(0:00) Intro (0:03) 25 saal purany sonay ki zakaat kaisy dain? (2:45) Chhay (6) kalmon ka shariat se saboot? (4:55) Wali ki ijazat k baghair phone par nikaah ka hukam? (6:57) Do (2) biviyon mein aik se zyada mohabbat ho to? (7:54) Ustad agar naqal ki ijazat dy to? (8:05) "Aal e Nabi" naam kaisa hai? (8:58) Qur'an ki tilawat k dauran shoher ka phone aa jaye to? (9:29) Iddat ki sharai muddat kiya hai? (12:31) 10 saal bachi ko namaz mein vehm ka ilaj? (13:17) Qaza e umri ka hisab kis umar se? (13:52) Marhoom walid ki tasveer mobile mein rakhna? (14:45) Nikaah k liye ghar walon ko manana? (15:19) Washroom mein wazu karna? (15:25) Kaam krty huay headphone mein tilawat sunain ya ganay? (16:27) Khany k baad hath malna? (16:41) Umrah ka step by step tariqa aur duaain? (19:19) Raat mein ghar k janvaron ko khana daina? (19:45) Menses mein mobile screen par tilawat ko touch karna? (20:11) Tajdeed e imaan o nikaah ka jumla? (20:58) Haram k baad halal kmanay walay k ghar rishta karna? (21:20) Shirkia kalmat walay imam k peechay namaz parhna? (22:07) Daura e hadis ki taliba ko parhai k dauran walidain ka disturb karna? (24:56) Road par namaz ki saff banana? (26:01) HBL mein account soodi hota hai? (26:17) Mufti sahab se 02 sawal: 1. Digital tasveer halal lekin tasveer kashi haram kyon hai? 2. Video ka zariya kyaa zarurat k daaira mein aata hai? (31:39) Meta Max app ki earnings najaiz? (33:16) National Bank mein girvi rakhay sonay par milny wala sood?
Ask Mufti Tariq Masood | 409th Session - Masail Ka hal
39:46|(0:00) Intro (0:06) Mard aur aurat ki namaz mein farq? (3:26) Viral bemari walay imam ke peechay namaz parhna? (3:59) Shohar/BV ke jhagron mein saalis ko talaq ka ikhtiyar dena? (6:22) Qatal aur zina ke ehkam? (8:45) Bachpan ke zina ka kaffara? (10:14) Naam ka bemari se ta’alluq? (10:54) Mufti Sahab ka gala theek honay par Aamin (11:13) Superstitions ka solution? (12:11) Sood ka masla? (13:13) Jheenga khanay walay Hanfi ki namaz 40 din qabool nahi hoti? (14:34) BV baghair uzr jinsi ta’alluq qaim na karne de to? (21:00) Larki walon ka khud paigham-e-nikaah bhejna kaisa hai? (25:46) Waldain bachay ka future decide kar saktay hain? (28:29) Government office ka laptop ghar mein istemal karna? (28:49) Ghair-Muslim be-parda larki ki educational video promote karna? (30:12) La-ilmi mein qabar ko choomna/sajda karna shirk hai? (30:43) Larki walay barat ke function par zidd par hon to? (32:22) Mechanical Engineering 3rd year student ko shadi ka mashwara? (34:28) Phupho-saas ki be-ja interference ka hal? (36:00) Phone par nikaah ka hukam? (38:20) Qasar namaz ke ehkam?
Ask Mufti Tariq Masood | 408th Session - Masail Ka hal
40:59|(0:00) Intro (0:03) Aik tola sona walay par qurbani ka hukam? (8:23) Walid agar ghussay mein walda par haath uthaye to beta kya kare? (10:26) BV ka shohar ki chhoti darhi par aitraz? (11:12) Recording voice low honay ki wajah? (11:52) Namaz ke liye wazeefa? (12:42) Bhikariyon ko jhirakna jaiz hai? (13:36) 4th baby ke baad nasal rokna kaisa hai? (25:05) Pregnant mangaiter se nikaah? (26:51) 2 tola sona par zakaat ka hukam? (27:11) Virasat ka masla? (27:49) Fiverr mein job karna? (29:49) Mehndi lagay nakhun chhupanay ka hukam? (30:17) Investment wali website se wasool honay walay paison ka hukam? (31:20) Virasat ke hisson ki taqseem? (33:20) Aqeeqay mein kaunsa janwar? (33:32) Bila zarurat credit card ka istemal? (34:44) Customer attract karne ke liye larkiyon ki DP/name istemal karna? (35:46) Namaz mein aurat ki kalai/bazu nazar aane ka hukam? (37:01) Gunah se roza tootnay ka hukam? (37:38) Aik crore rupay par zakaat ka heela? (40:02) Azan aur Qur’an ke waqt aurat ka dupatta pehnna?