Share

Ask Mufti Tariq Masood Podcast
Ask Mufti Tariq Masood | 406th Session - Masail Ka hal
(0:00) Intro
(0:04) Aaj ke session ka ta‘aruf
(0:16) Qurbani wajib hai ya sunnat?
(2:43) Aik qurbani poore ghar walon ki taraf se kaafi hai?
(4:35) Kya qurbani sirf sahib-e-nisaab par wajib hai?
(5:51) Qurbani ke liye sahib-e-nisaab kaun hota hai?
(10:08) Qurbani ke janwar ke wo “aib” jin se qurbani jaiz nahi hoti
(12:40) Tootay huay seeng walay janwar ka hukam?
(13:14) Bhains ki qurbani ka hukam?
(17:14) Jungli bhainsa (Yak) ki qurbani?
(18:20) Ayyam-e-Nahr kitne hain?
(19:58) Raat ke waqt qurbani ka hukam?
(20:21) Qurbani ka tamam gosht doosray mulk mein sadqa karna haram?
(21:49) Khawateen janwar zibah kar sakti hain?
(24:07) Janwar zibah karne ke aadaab?
(26:01) Qurbani ka gosht taqseem karne ka tareeqa?
(27:55) Qurbani ke gosht ke hissay kaise karein?
(28:56) Qurbani ka gosht kab tak kha sakte hain?
(29:30) Qurbani ka janwar mar jaye, gum ho jaye ya chori ho jaye to?
(30:02) Qurbani ki qaza ka hukam?
(30:37) Qasai ki ujrat ke ehkaam?
(31:46) Oont ke hissay?
(32:05) Haram aamdani walay ko qurbani mein shamil karna haram?
(33:18) Mushrik ya Qadiyani ko qurbani mein shamil karna haram?
(34:35) Qurbani ke janwar ko haar/phool pehna kar bachon ka ghoomna?
(35:10) Qurbani ke janwar ko zibah karne ki dua aur aadaab?
More episodes
View all episodes

Ask Mufti Tariq Masood | 408th Session - Masail Ka hal
40:59|(0:00) Intro (0:03) Aik tola sona walay par qurbani ka hukam? (8:23) Walid agar ghussay mein walda par haath uthaye to beta kya kare? (10:26) BV ka shohar ki chhoti darhi par aitraz? (11:12) Recording voice low honay ki wajah? (11:52) Namaz ke liye wazeefa? (12:42) Bhikariyon ko jhirakna jaiz hai? (13:36) 4th baby ke baad nasal rokna kaisa hai? (25:05) Pregnant mangaiter se nikaah? (26:51) 2 tola sona par zakaat ka hukam? (27:11) Virasat ka masla? (27:49) Fiverr mein job karna? (29:49) Mehndi lagay nakhun chhupanay ka hukam? (30:17) Investment wali website se wasool honay walay paison ka hukam? (31:20) Virasat ke hisson ki taqseem? (33:20) Aqeeqay mein kaunsa janwar? (33:32) Bila zarurat credit card ka istemal? (34:44) Customer attract karne ke liye larkiyon ki DP/name istemal karna? (35:46) Namaz mein aurat ki kalai/bazu nazar aane ka hukam? (37:01) Gunah se roza tootnay ka hukam? (37:38) Aik crore rupay par zakaat ka heela? (40:02) Azan aur Qur’an ke waqt aurat ka dupatta pehnna?
Ask Mufti Tariq Masood | 407th Session - Masail Ka hal
39:52|(0:00) Intro (0:06) Aaj ke session se pehle (0:15) Gaaye mein 7 hissay hi lazim hain? (0:40) Hujjaj ka ghalti se ya jaan bujh kar fragrant soap/tissue istemal karna? (2:32) Ehraam ki halat mein chehray ke parde ka tareeqa (3:28) Kapra munh par lag jaye to kaffara? (4:33) Hajj ke ikhtitam par hujjaj ki ehtiyat (5:19) Halq ya qasar khud karein ya doosray se karwain? (7:46) Aurat ke liye shauqia hair cutting ka hukam (8:54) Step relatives se doori ka hukam (10:13) “Ya Rasulallah karam” kehna kaisa hai? (11:03) Aisay alfaaz se talaq? (11:26) Qur’an direct nazil kyun nahi hua? (13:53) Bathroom mein wazu ke dauran kalma-e-shahadat parhna? (14:17) Ramazan mein wafat honay wala bakhsha jata hai? (15:24) Girebaan khol kar namaz parhna? (16:14) Meezan Bank saving account par ulama ka mauqif (20:13) Baiti ka naam “Eshal” rakhna? (20:23) First aid ki job mein night duty ke dauran aankh lag jana? (21:04) Safar wali qaza namazain wapas aa kar qasar parhna? (21:18) Qaza namaz mein sirf farz aur witr? (21:26) Bar bar gheebat ki muafi ka tareeqa (21:59) Witr ki rakaat ki tadaad (22:45) Balon par Ayatul Kursi parh kar bechna? (22:55) Naik logon ki umar mein barkat (23:13) GF rakhne walay ki imamat? (24:11) BV ki mudakhlat maa aur betay ke darmiyan (24:51) Shohar ka baghair bataye doosri shadi karna dhoka hoga? (26:04) Apnay aap ko jadu se bachanay ka tareeqa (26:44) Bachpan ki mangni aur shadi se pehle free honay ke nuqsanat (28:19) BV ke menses mein ghar mein namaz parhna? (28:27) Waldain se pehle khud Umrah karna? (28:53) Fiqh-e-Hanafi ya Sunnat-e-Nabvi ko follow karein? (31:37) Hajj/Umrah ka dam na dena? (31:55) Fajar ke baad sona aur buray khwab aana? (33:25) Qasam ka kaffara (33:47) Bohat se qaza rozon ka kaffara? (34:21) Zakaat lene wala agar khud sahib-e-nisaab ban jaye? (35:17) Susral ke diye huay zewar ki zakaat bahu kaise nikalay? (36:56) Masjid banatay waqt ghair Muslim se taameer ka kaam lena? (37:53) Zakaat ka masla (38:42) TikTok par larki ki naat sunna/dekhna? (39:40) Fajar ki azan mein “Assalatu khairum minan nawm” na kaha jaye to namaz ka hukam?
Ask Mufti Tariq Masood | 405th Session - Masail Ka hal
38:49|(0:00) Intro (0:03) Namaz ke dauran pajama takhnon se upar karna? (0:13) Aluminium worker ki jaib mein ghalti se screw reh jana? (0:51) Baap ki doosri shadi mein baap ka sath dein ya maa ka? (1:29) Jobless afraad ke liye hidayaat? (2:17) Susral mein khaas mauqon par bari mehman-dari ka hal? (3:24) Neend mein talaq dena? (4:07) 25 saal se rakha hua gold par zakat ka hukam? (5:49) Bairoon-e-mulk job karne wale shohar ka hal? (8:08) Lottery tickets ki job karna? (8:25) Pasand ki shadi ke liye rishta todna? (9:22) Walid agar bachon ke samne walda par haath uthaye? (10:39) Wazu ke dauran hawa kharij ho jaye to wazu ka hukam? (10:57) Iddat mein zuban se kufria kalmaat nikalne par ehkaam? (11:07) Jannat mein aurat ko kya milega? (13:59) Istemaal shuda kapray kaam wali ko dena? (14:25) Iklotay hafiz betay ke liye Dars-e-Nizami behtar ya rizq-e-halal kamana? (16:07) Bida‘at rasam kya hoti hai? (16:34) Dakuon se nihattay ho kar larte hue mar jana — shahadat ka hukam? (16:56) TikTok par mashhoor hone ke liye Umrah ki pictures lena aur share karna? (18:04) Dauran-e-namaz ja-e-namaz lipat jaye to? (18:20) Ghair Muslim se tauheed par behas karne ka tareeqa? (19:32) Cigarette ya vape ka business karna? (19:58) Naam ke sath Shah ya Syed lagana? (21:00) Aurat ka satar dhaka ho to bhi burqa pehnna zaroori hai? (21:39) Zakat aur ushr ke ehkaam? (22:41) CCTV camera mein na-mehram aurat ko dekhna? (23:33) Bairoon-e-mulk se 7 mah pehle bheje gaye talaq-name ki iddat? (23:55) Ghussay mein talaq ke baad ruju ka hukam? (24:25) Bohat zyada paisay ki khwahish rakhna? (24:51) Nabuwwat se pehle Nabi ﷺ kis ko follow karte thay? (25:47) Hamila khawateen ki tawahhum parasti? (26:10) Biwi ko message par talaq dena? (26:21) Gunahgar ko qabr ke baad aakhirat mein bhi azab hoga? (26:58) Mufti Sahab ki dua par “Aameen” (27:15) Indian law ke mutabiq second marriage ka tareeqa? (28:17) Ludo mein jua? (28:35) JazzCash ke zariye kisi ko zakat dena? (29:13) Bimar dada ki namazon aur rozon ka fidya? (30:04) Dost ki haram muhabbat ka zikr ustad se karna? (30:38) Munh bhar kar ulti se roza qaza ya kaffara? (31:32) Farz ghusl ko delay karna? (32:17) Ahl-e-Kitab biwi se 3 talaq ke baad ruju ka tareeqa? (32:43) Tauba ki niyyat se gunah karna? (33:30) Business ke rent items par zakat? (33:50) Bachiyon ke liye sharah parhna? (34:50) Mufti Sahab ko New Zealand ka invitation? (36:02) Machine ke current se chicken slaughter karna? (37:13) Nafli roza ka kaffara? (37:27) Hafiz, aalim ya mufti ko ghalti par kaise toka jaye? (37:59) Do behnon mein se aik se ghalat ta‘alluq ho jaye to nikah ka hukam? (38:15) Ruqya ki haqeeqat? (38:37) Sajde mein paishab ke qatre nikal jaen to? (38:43) TikTok se paisay kamana?
Ask Mufti Tariq Masood | 404th Session - Masail Ka hal
38:33|(0:00) Intro (0:03) Subah ki tasbeeh tahajjud ke waqt parhna? (0:20) Sajde mein dono paon zameen se uth jaen to? (0:54) Operation se bachay rokna? (3:53) Shadi ke baad larki ke naam ke sath shohar ka naam ya baap ka naam? (4:48) Safar mein bus ki seat par baith kar namaz parhna? (5:25) Haq baat kehne mein sharmindagi? (5:54) Zinda logon ko isaal-e-sawab? (6:01) 10 saal baad qarz wapas milne wali raqam par zakat ka hukam? (10:04) Taraweeh Isha ke baad parhna? (10:51) Madaris mein science class kyun nahi hoti? (12:23) Writer ki ijazat ke baghair online uski book parhna? (12:41) Ghar mein akelay taraweeh parhna? (15:00) Illegal assignments banwana? (16:01) Coinbase online exchange market mein investment karna? (17:37) Dukan ke advance par zakat? (17:55) Tajweed masla: Suaad ya Duaad? (19:12) Azan-e-Fajr se 5 minute pehle tahajjud parhna? (19:52) 12 saal se shohar ki aziyyaton ka hal? (21:31) Stamp paper par likhay alfaaz ka hukam? (23:04) Hafiz-e-Qur’an ka ghalat qira’at wala imam ho to uske peechay namaz? (23:33) Aise alfaaz se talaq waqay hoti hai? (24:09) Dehaat mein Juma ki namaz? (26:22) UK mein Eid aur Ramzan ke chand ka hukam? (27:41) Taraweeh ki ujrat lena? (29:19) Torcher karne wali maa ka hukam? (31:18) Namaz mein dil na lage to? (32:05) Jaali diploma se job ki kamai ka hukam? (32:49) Napaak kapray pak kapron ke sath dhul jaen to? (34:12) Mayyat ko 2 din ke liye barf khanay mein rakhna? (34:36) Sood par loan lena? (35:00) Ta’anay dene wali saas vs ikloti bahu? (36:13) Susrali ta’anon ka hal? (37:48) Masjid mein qiyam ke dauran bar-bar hawa kharij ho to?
Ask Mufti Tariq Masood | 403th Session - Masail Ka hal
41:42|(0:00) Intro (0:03) Bathroom mein wazu ka hukam? (0:11) Taqseem-e-virasat ka masla? (0:57) Namaz mein mard ka aasteen fold karna? (3:08) Roze mein video call par baat karke khwahish poori karne ka hukam? (3:45) Mobile par songs download se earning ka hukam? (4:16) Taraweeh ki 4 rakaat aik salam se parhna? (4:40) Monday/Thursday ke roze mein Ramzan ke roze ki niyyat? (5:23) Billi ko marna jaiz hai? (6:06) Pakistan mein aik roze ka fidya kitna hai? (6:44) Shirakat ke karobar ki zakat? (7:33) Company ke medical insurance se ilaj karana? (9:03) Maghrib ki namaz ka waqt kab tak hota hai? (9:34) 17 saal se pehle ki qaza-e-umri ka tareeqa? (10:31) Zakat ke paison se maid ki madad is niyyat se karna? (11:47) Allah ke baare mein kufria kalimaat bolne ki muafi? (12:11) Roze mein munh se khoon aana? (12:31) University mein doosri jamaat ka hukam? (14:03) Army mein jihad ki niyyat se jaane par walidain rukawat banein to? (15:35) Zakat ada karne ka tareeqa? (16:05) Namaz ki niyyat mein mandir ya button ka khayal aana? (17:59) Chhup kar nikah karna? (18:55) Cricket mein juay ke paise? (19:21) Darhi mundwana? (19:33) Farz namaz ke baad dua karna? (21:49) Job ke dauran Juma masjid mein kaise parhein? (23:33) Company ka lain-dain? (24:13) Korea mein darhi rakhna? (24:55) Khwab mein murde ki baaton ki haqeeqat? (25:29) Zakat paison ke ilawa cheezon se dena? (26:55) Larki mein haya paida karne ka tareeqa? (28:50) Masajid mein iftar ka langar khana? (30:08) Scrap ka business halal hai? (30:17) Kapron ke mozon par masah? (32:44) Zojain aik ghar mein kitne din azdawaji ta’alluq ke baghair reh sakte hain? (34:22) Nikah se pehle larki ke bhai ko behnoi kehna? (34:44) Kitni door tak pani na mile to tayammum kar sakte hain? (35:07) Fajr aur Asr ke baad qaza namaz parhna? (35:14) Fajr ke baad marhumeen ke liye Surah Yaseen parhna? (35:24) Hamein namazon ki qabooliyat ka kaise pata chalega? (36:10) Sunnatain chhor kar qaza-e-umri ada karna? (36:20) Qabristan mein haath utha kar dua mangna? (36:34) Apps par ghair-mulki khatoon se baat karna? (37:20) Peer se jadu karne wale dushman ka khwab mein pata lagwana? (40:54) Gajray pani mein khushbu ke liye daal kar raat 12 baje nikalne par ajeeb khushbu ka hukam?
Ask Mufti Tariq Masood | 402th Session - Masail Ka hal
01:20:40|(0:00) Intro (20:05) Smoking ke hawale se ghalat fehmiyaan (25:10) Na-munasib kaam ka hukam? (25:34) Aisa food bite haram hota hai? (29:57) Hadith – Sahih Bukhari & Muslim (31:35) Kam khana mazhab ka hissa, roza rakhna sunnat (37:43) Aise aamaal ke liye professional help lena (40:42) Allah ki qabooliyat ki mohar, logon ki maqbooliyat se zyada bari hai (43:54) Zaheen logon ko taanay dena ehsas-e-kamtari ka zariya (46:30) Din bhar ke good aur bad deeds likhne ka faida (50:30) Dar-ul-Harb mein mortgage par ghar lene ka hukam? (1:04:23) Shadi ko 30–35 saal tak delay karna? (1:07:34) Job ke dauran wazu ka masla ho to socks par masah? (1:19:01) Aurat ke zewar ki zakat kis ke zimme hoti hai? (1:19:31) Asr ka waqt kab tak hota hai? (1:20:09) US masajid mein 2–2 ya 3–3 Juma namaz ka masla?
Ask Mufti Tariq Masood | 401th Session - Masail Ka hal
01:52:45|(0:00) Intro (14:09) Credit card ka istemal? (14:54) Soodi bank mein job? (16:49) Sood ke haram hone ki wajah? (26:19) Companies ke shares mein invest karna? (32:38) Soodi muamlaat mein cooperation? (39:36) IVF treatment ki jaiz soorat aur gender selection ka masla? (43:48) “Thanks God” kehna kaisa hai? (45:37) Health insurance ka hukam? (47:48) Hakumat ke jabran tax ka hukam? (48:44) New Muslim se shadi karna? (57:08) Shares business ke profit mein sadqa? (57:52) Stylish haircut ka hukam? (58:51) Artificial hair lagwana? (1:00:14) Safar mein Asar ki namaz Shafai waqt par ada karna? (1:02:51) Eid par ghar decoration karna? (1:04:43) Ghair Muslim ke mazhabi tehwar? (1:06:25) Taleem ke liye soodi loan lena? (1:06:34) Har Umrah par baal katwana zaroori? (1:11:04) Football khelte hue sajda-e-shukar? (1:11:30) Bitcoin ki haqeeqat? (1:16:39) Eid par ghar sajane ke liye lighting aur Xmas tree lagana? (1:17:37) Doosre ko gaari kharab karne ka tawan? (1:19:03) Fiqh-e-Hanafi mein machhli ke ilawa samandari makhlooq haram kyun? (1:31:19) Kya aalim ko ghaib ka ilm hota hai? (1:31:55) Doctor ka plastic surgery karna? (1:36:14) Bank loan se ghar bechna? (1:36:50) Company ki taraf se life insurance lena? (1:38:08) Birthday manana? (1:38:23) Country flag ko salute karna? (1:38:48) Chhotay bachon ko masjid lana? (1:41:17) Ovaries remove karwana? (1:42:00) Maa baap ka bachon ki shadi mein rukawat banna? (1:47:09) Aurat ka male doctor se ilaj karwana? (1:47:33) Weight loss ke liye operation karwana?
Ask Mufti Tariq Masood | 400th Session - Masail Ka hal
37:47|(0:00) Intro(0:51) Behen bhai ka Barzakh mein milna?(1:53) Ghair Muslim ko sadqa dena?(2:15) USA mein 4 shadiyan kaise karein?(2:45) Maaldar shakhs USA mein rahe ya Pakistan mein?(3:55) Job / rizq ka wazifa?(5:33) Bachon ko engineer banana?(7:01) In-laws ke kehne par zabardasti talaq ka masla?(8:46) Bahar biwi ko saath rakhna?(12:05) Female colleague ke saath office event mein pic lena?(15:12) Sharab bechne wali jagah ki earnings ka hukam?(15:38) Do biwiyon ke taaluqat kaise achhe rakhein?(16:38) Islamic finance aur mortgage ka hukam?(17:36) Ghussa control karne ka tareeqa?(19:38) Waliullah kise kehte hain?(22:09) Doosri shadi ka masla?(22:57) USA mein mix gathering marriage ceremonies ka hukam?(23:50) Aisi income ka hukam?(24:12) US national ke liye shadi ka wazifa?(24:49) Agar biwi joint family mein nahi rehna chahe to?(27:29) Job ke dauraan farz namaz ka hukam?(28:16) Khawateen ka video banana?(28:34) Allah ke qurb ki alamat kya hain?(29:42) Laay palak bachay ki waldiyat ka masla?(30:15) Country law agar ribaa par ho to?(31:11) Maa baap ka beti ko susral ke khilaf warghalana?(32:07) Nabeena ke liye jamaat ka hukam?(33:26) Naiki karke bhi tension ho to kya karein?(34:23) Zakaat masjid mein dena jaiz hai?(34:35) Socks par masah ka hukam?(37:14) Shohar aur biwi sharan aik doosre se kitne arse door reh sakte hain?