Share

cover art for Tafseer-e-Quran Class # 27|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Mufti Tariq Masood Podcast

Tafseer-e-Quran Class # 27|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

(00:00) Allah ne Nabi s.a.w ka seena ilm ke liye khool diya.

(Allah opened the heart of the Prophet (s.a.w) for knowledge.)


(02:55) Allah ne Nabi s.a.w ka boojh halka kar diya.

(Allah lightened the burden of the Prophet (s.a.w).)


(05:35) Allah ne Nabi s.a.w ka zikr buland kar diya.

(Allah elevated the mention of the Prophet (s.a.w).)


(08:33) Tangi ke sath asani hai.

(With difficulty comes ease.)


(12:08) Nabi s.a.w ki raat ki ibadat ka mamool.

(The routine of the Prophet (s.a.w) during night worship.)


(16:30) Jazbaati faislon ka anjaam.

(The consequences of emotional decisions.)


(26:25) Deen ki khidmat me jo log lage hue hon, unhein apne aap ko ibadat me zyada lagana chahiye.

(Those who are dedicated to serving the faith should focus more on worship.)


(32:44) Quran me Injeer aur Zaitoon ki qasam kyun bayan hui?

(Why are the fig and olive mentioned in the Quran?)


Para No 30, Surah Alam Nashrah-Surah At Teen, Tafseer

More episodes

View all episodes

  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 26|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    01:02:19|
    (0:00) Intro(0:17) Exemplary incident: Mufti sb ke jannay walon mein Talaq-e-Salaas ka waqia(1:38) Ehl-e-Hadith ke khokhlay dalaail on Talaq-e-Salaas(3:36) Qadiyaniyon ke khokhlay dalaail(4:38) Hajj 2014: Mufti Sahab ki mulaqat aik barre aalim se(8:00) Ehl-e-Hadith ki andhi taqleed par challengeTalaq-e-Salaas: In-depth Analysis(10:17) Ghair Sharai Talaq ka masla(11:06) “Jo Allah se darta hai, uske liye museebat se nikalne ka rasta hai” (Aayat ki tafseer)(12:26) Hazrat Rukana (RA) wali Hadis ki hasiyat(13:42) Nabi ﷺ ke daur mein Teen Talaq aur Muta’a ka masla(14:11) Mufti Sahab ke Tafseer lectures on Surah Baqarah regarding this issue(14:32) Imam Tahavi (RA) ke mutabiq Talaq ka masla ijmai hai (Ehl-e-Hadith aur Shia ki ghalat fehmi)(16:28) Ehl-e-Hadith se sawal: Jo is masle ko ikhtilafi kehte hain(18:52) Shia logon ka Hazrat Umar (RA) par aitraaz ka jawab(19:52) Mufti Sahab ka wazni dawaa on this issueDebates with Ehl-e-Hadith and Related Observations(21:36) Ehl-e-Hadith ki halat manazron ke waqt(25:10) Saudi ulama ko Ehl-e-Hadith gumrah kyun nahi kehte?(27:28) Teen Talaq ke tay shuda masle ko sadiyon baad uthane walay Sheikh Bin Baas ka tazkira(30:52) Ehl-e-Hadith se 2 sawal: 1. Agar ye masla ikhtilafi hai to dalaail ki duniya mein kaun wazni hai? 2. Kisi aik Sahabi (RA) ya Taba’ee ka fatwa dikha dein.Talaq and Its Implications(33:28) Next generation’s future(34:02) Talaq ki saza itni barri kyun hai?Masah: Rulings and Wisdom(35:18) Jarabon aur Imama par Masah ke masail(42:30) Hazrat Ali (RA) ka qoul jo aab-e-zar se likhne ke qabil hai(43:15) Aqal, deen ka mayaar nahi(48:00) Paaon/Jarabon par masah(55:04) Na’alain Mubarak mein masah(56:40) Teen qism ke Jarabon par masah(58:48) Imama par masah ke ehkaam
  • 275. Friday Bayan 22-11-2024|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    01:54:43||Season 1, Ep. 275
    (0:00) Intro(2:01) Topics of Mufti Tariq Masood’s Friday/Sunday Bayans(3:30) Apna mentor kisko banain?(8:10) Molana Ashraf Ali Thanvi (RA) ka asool(10:42) Perfection checking in all fields(13:52) Teen tarha ke log(14:52) Paison ka lain-dain karna(17:25) Fatwa vs. Taqwa(18:22) Hindu ke saath business karna? / Boss sharabi ho to?Social Behavior, Management, and Gheebat(21:02) Reality of Mufti Tariq Masood’s short clips (TikTokers’ propaganda?)(22:21) Advice for listening to the entire bayan(24:32) Madaris mein gheebatain (manager: saas, employees: bahu)(27:35) Office/school/college mein gheebatainLeadership and Societal Issues(32:55) Pakistan ke halaat: Mufti Sahab ki nazar mein(36:04) Ijtimai nizam/idara ko thik karna(38:55) Mahabbat/nafrat mein be-aetadali(41:27) Extremism in love (apne siyasi leader ko Imam Mehdi na banao)(43:20) Ghair-Muslim ki khoobi ko dekhoManagement and Controversies(47:22) Mufti Sahab ny tehreer parhi?(48:33) Jamiatur Rasheed aur Mufti Abdul Raheem Sahab ka taaluq establishment se hai?(49:45) Problems in Pakistan?(50:45) Mufti Sahab pr Army Colonel hone ka ilzam + Poor salary system in Jamiatur Rasheed(53:03) Management ko thik karne ka bhayanak anjam(54:27) Fitna khatam karne ka tareeqa(57:39) Fasadi vs. musleh(58:56) Fair dealing with Alfalahia Masjid managementEthics, Lifestyle, and Health(1:00:39) Rights ki limit cross karna(1:03:38) Comments on Mufti Tariq Jameel’s hair transplant(1:04:14) Haircut/dressing kaisi ho?(1:06:56) Secret of 100 years of age (Nahi Anil Munkir vs. doosray ke kaam mein tang aarana)(1:07:19) Talib ilmon se janwaron ki khaalon ka kaam lene par Mufti Rasheed Ahmed sb ka tahammul(1:11:09) Mufti Rasheed Ahmed sb ka inkar madrasa mein ek kitab parhanay se(1:12:06) Boss ke qatal ka waqia (mizaj ke khilaf kaam dene par)Controversial Topics and Cultural Issues(1:13:32) Mufti Sahab par ilzam: Dr. Farhat Hashmi ki aqeedat mein(1:15:06) English language aur Pakistani awam(1:16:12) Burai se roknay ki taqat ka istemal(1:17:38) Liberals/channels/newspapers ka propaganda(1:22:54) Eastern women vs. Western women(1:25:26) Jamat-e-Islami ke shakhs ki university ja kar bigrri hui beti(1:36:54) Suicide in Japan/Switzerland(1:41:38) Mufti Taqi Usmani sb par pabandi ki wajah (abroad)(1:42:05) Family system tootne ki wajah (advice to viral this clip)Islamic Rulings(1:43:16) Hindu boss ki job ka hukam?(1:44:43) Paan/gutkay ki kamai halal?(1:45:31) Shirkia aqeeda ke imam ke peeche namaz?(1:47:13) Online imamat ka hukam (Ghamdi ki gumrahi)(1:48:01) Cricket match se milne wala paisa?(1:50:25) Bachon ko aisa protocol kharab kar deta hai?(1:52:47) Haram kamai walay ki namaz ka hukam?(1:53:17) Khanay peenay ki cheezon par dam karne ka masnoon tareeqa?
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 25|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    53:17|
    (0:00) Intro(0:59) Har field ke maahir in 🇵🇰• Lessons from Hazrat Khizar (AS) and Hazrat Musa (AS) ka waqia(3:33) Hazrat Khizar (AS) ke ilm par Hazrat Musa (AS) ka sawal(6:28) Ehsan faramosh ke saath naiki ka asool(7:30) Hazrat Musa (AS) aur Hazrat Khizar (AS) ka juda honaQur’anic Recitation and Misinterpretations(8:05) Bukhari main agar Qur’an ki qira’at ka zikar ho to?• Refutation of misguided scholars and Ghamidi’s stanceHadith, Scholars, and Fiqh(14:10) Bukhari ke zyada tar raavi Hanfi kyun hain?(15:31) Koofa as ilm ka markaz(16:48) Extremist Ahl-e-Hadith scholars ko jawab(18:52) Imam Bukhari ne kai jagah Imam Abu Hanifa (RA) ko radd kyun kiya?(21:58) Ahl-e-Hadith ki barri garr barr(23:20) Abdullah bin Masood (RA) ke fatawa(24:43) Raful Yadain ki ahadith par Ahl-e-Hadith ko jawabMasah (Wiping Over Socks) and Related Matters(26:15) Q: Hadith mein Qur’an ki qira’at par sawal?(27:32) Musafir aur muqeem ke mozay par masah karne ke ahkam(44:16) Siachen duty par mozay ka masah aur 2 ehm masa’il (masah ki muddat)(48:42) Kuffain (leather socks) par masah karne ka sahih tareeqa
  • Tafseer-e-Quran Class # 30|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    42:50|
    (00:00) Surah “Alaq” ke dosre hisse ki tafseer.(Tafseer of the second part of Surah Al-Alaq.)(22:43) Ilm ki fazeelat aur ilm me asani ke liye wazeefa.(The virtue of knowledge and a prayer for ease in learning.)(26:50) Namaz ki Allah ki nazar me ahmiyat.(The importance of prayer in the eyes of Allah.)(29:05) Surah Qadr ka grammer ke mutabiq tarjuma.(The grammatical translation of Surah Al-Qadr.)Para No 30, Surat ul Alaq, Tafseer, Surat ul Qadr, Rukoo #22 Ayat #1-5
  • Tafseer-e-Quran Class # 29|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    40:20|
    (00:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma.(The grammatical translation of Surah Al-Alaq.)(19:00) Surah “Alaq” ka lafzi tarjuma.(The literal translation of Surah Al-Alaq.)(22:08) Quran ki pehli wahee ke nazil hone ka waqia.(The incident of the revelation of the first verse of the Quran.)(38:33) Qalam ki value.(The importance of the pen.)Para No 30, Surat ul Alaq, Rukoo #21 Ayat #13-19
  • 274. Sunday Bayan 17-11-2024|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    01:25:08||Season 1, Ep. 274
    (0:00) IntroTeachings from Qur’an and Hadith(2:15) Qur’an: Ikhtilaf se pak kitab(6:33) Hadith: Qur’an se alag hasiyat(8:46) Nabi ﷺ ki nabuwwat ke dalaail(10:57) Jab sooraj grehan ke waqt Nabi ﷺ ke bete ka inteqal hua(12:36) Hadith ki hifazat(15:18) Peghambaron ki hifazatPreservation and Influence of Islam(16:42) Islam ki hifazat, ajmiyon ke zariye(19:07) Islam ki kashish(19:45) Goray ki research(20:45) Arabic zuban ki hifazat(23:44) Every religion’s basic ordersPhilosophical and Social Questions(24:56) Aamil and atheist on target(25:22) Atheist question(26:53) Hamara wajood?(28:27) Islam mein jismani safaiPractical Lifestyle and Worship(32:15) Subha ka sabse pehla kaam?(33:05) Sharab chhodne ki motivation(34:52) Namaz aur zakaat ka nizam(36:51) Sayyad ko zakaat dena haramMuslim Festivals and Celebrations(37:31) Muslim festivals: Eid ul-Fitr ki khushi(41:02) Eid ul-Azha ki khushi(41:58) Birthday ki khushi?(42:52) Intermittent fasting vs Ramazan ke rozySocial Justice and Ethics(45:11) Aurat aur yateem ke huqooq(48:51) Nabi ﷺ ki braheen-e-qate’a vs aaj ke scholars(50:39) Youngsters ki ghalat fehmi(53:03) Europe vs PakistanQuestions and Practical Advice(54:03) Mufti sb ka jawab ek sahib ko jo apne walid ka ilaj ke liye bahir mulk le ja rahe the(57:53) Janwaron ke huqooq(59:53) Bahir mulkon mein homosexuality/zina legal?(1:01:53) Bahir mulkon mein charas/sharab legal?(1:03:13) Musalman pabandiyon mein jakra hua?Duas and Closing Topics(1:05:39) Dua(1:05:57) Attahiyat mein Nabi ﷺ par salam?(1:08:00) Shadi karne ka sahih waqt aur nasal barhana?(1:22:58) GF banana? Gunah chhodne ka tariqa?(1:24:28) Dua
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 24|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

    01:11:39|
    (0:00) Intro(1:25) Hulia Mubarak Hazrat Musa (AS)(2:22) Hazrat Jibraeel (AS) doodh aur sharab Hazrat Musa (AS) ke samne laye(3:12) Nabi ﷺ ne Hazrat Yunus (AS) ke baare mein kya kaha?(5:38) 10th Muharram ka roza kab sunnat hua?Stories and Teachings of Hazrat Musa (AS)(7:05) Koh-e-Toor par Allah ki tajalli(9:34) Hazrat Musa (AS) qayamat ke din sabse pehle hosh mein kyun aayenge?(11:48) Firauniyon par toofan aur azabLessons from Hazrat Musa (AS) and Hazrat Khizar (AS)(14:14) Hazrat Musa (AS) aur Khizar (AS) ka waqia(15:50) “Main sabse bara aalim hun” kehna kaisa hai?(18:03) Ghairat ki wajah se ghussa aana(20:36) Khadim ki ghalti par maaf karna(22:09) Yusha (AS) ne ghalti ka malba kis par dala?(22:59) Khizar (AS) ka hairan hona Musa (AS) ke salam par(24:02) Takveeni kaamon ki haqeeqatPractical Islamic Guidance(27:20) Darhi rakhne par Imam Shafai ka qoul(31:36) Nizam ki tabdeeli ke liye kya karein?(32:44) Jinn utarne ke liye aamil ke paas jana?(34:00) Mufti sb ka challenge aamilon ko(35:16) Jamiatur Rasheed mein aamilon ke chakkar(36:20) Mufti sb ka hamzad aur aamilIslamic Rulings and Everyday Matters(37:24) Aashurah ka roza nafal?(37:30) Sabz mirch aur doosri sabziyon mein ushar ka hukam?(38:04) Mobile mein game khelne se paisa kamaana?(38:20) Waldain ka imtiyazi salook ghareeb bete ke saath?(39:14) Farz namaz mein imam ko luqma dena?(39:24) Misri ulama darhi kyun nahi rakhte?Hazrat Khizar (AS) and Some Questions(40:18) Hazrat Khizar (AS) zinda hain?(41:18) Mufti sb ke FB page par blue tick kyun nahi?(41:41) Mufti sb ka 1.5 hours Friday bayan sunna?Cleanliness and Pets in Islam(43:10) Kutte ka jhoota najas hai ya pak?(47:04) Kutte ke jhootay bartano ko 7 bar dhona ya 3 bar? + mitti se dhona?(52:53) Kutta palna? Europe mein God ke bajaaye dog?(54:02) Kutta palne ke Islami ehkam?(55:58) Billi ka jhoota najas hai ya pak?(1:02:58) Billi ke jhootay bartano ko 1 bar dhona laazim?Wudu and Masah Guidance(1:04:44) Mozon par masah ke ehkam aur Surah Maaidah ki aayaat
  • 273. Friday Bayan 15-11-2024 | Mufti Tariq Masood Speeches

    01:10:40||Season 1, Ep. 273
    (0:00) Intro(1:40) Tauheed: Har Paighambar Ka Mission(4:07) Qaum-e-Loot Ki Do Buraiyan(5:40) Qaum-e-Shoaib Ki Burai(7:30) Hazrat Dawood aur Sulaiman (AS) ka Amal(8:54) Tauheed Ka Parchar: Aam Baat(9:20) Nabi ﷺ Ki 13 Sala Mehnat(10:42) Nai Nasal Barbad Kiyon Ho Rahi Hai?(12:30) College/Universities Ka Bigaar(14:38) Arab Ki Ahem Buraiyan(16:34) Jab Abdullah Bin Masood (RA) Ne Apne Ghulam Ko Mara(17:00) Jazbati Log(17:14) Hazrat Shoaib (AS) Ka Focus(17:50) Society Ke Masail Ka Hal, Field Ke Mahir Ke Pas(22:17) Raf-ul-Yadain Ke Jhagray(23:57) Mufti Sahab aur Aamilin(26:25) Apne Aap Ko Ghareeb Samajhne Par Pabandi(27:39) Europe Homosexuality Mein Qaum-e-Loot Se Do Qadam Aage(29:53) Arbon Ki Bimariyan(31:00) Aurat Ki Virasat Kha Jana(32:00) Aurat Ko Paon Ki Jooti Samajhna(32:10) Baiti Ko Bura Samajhna(32:20) Qatal-e-Aulad(32:30) Ghulamon Par Zulm(32:40) Yateem Bachon Ka Maal Khana(32:18) Women's Rights in Qur'an(32:50) Arbon Mein Yateem Bachon Ki Kafalat(35:52) BBC Report: Do Arbi Ke Darmiyan Maa Ko Rakhne Par Court Mein Jhagra(37:36) Ek Yateem Bachay Ka Khayal in Saudi Arabia(38:10) Nabi ﷺ Ki Seerat: Hazrat Umm-e-Salma (RA) Ko Bachon Samait Qabool Karna(39:04) Hazrat Ayesha (RA) Se Nabi ﷺ Ka Sawal(40:45) Nabi ﷺ Ka Bara Dil(42:43) Aisi Aulad Ko Ghar Se Nikal Do (Billionaire Owner Ke Darhi Topi Walay Beton Ka Waqia)(47:57) Duniya Ke Gutter Walay Dil(48:18) Value of Blood Relations in Europe?(50:34) Yateem/Aurat Ki Virasat Khane Walay(52:12) Arab aur Aurat Ki Virasat(52:29) Qanoon-e-Virasat Ki Dhajjiyan(55:37) Baiti Ki Paidaish: Ek Jurm(57:05) Nabi ﷺ Ne Aisa Amal Karke Arbon Ko Sabaq Sikhaya(59:47) Today's Society on Daughter's Birth?(1:00:22) Mufti Sahab Ki Dua Mein Beta(1:00:57) Mufti Sahab Ka Aankhon Dekha Waqia: Do Betiyon Ke Baad Hospital Mein Sog Karti Family(1:03:02) Mufti Sahab Ka Istighna(1:03:42) True Motivation(1:04:56) India/China Ka Haal, Baiti Ki Paidaish Par(1:06:00) Murghi vs Darinda Insan(1:08:10) Tablighi Jamaat: Waqt Ki Zarurat(1:10:38) Dua